Is taraha loot lia shehr-e-tamana ne humain,
zindagi chhenn b li jaan se maara b nahi,
_________
Koi tu bat hai dil mai and itni gehri ha,
teri hansi teri ankhoon tak nahi pohanchti,
_________
Ary is garam mausam main youn sard aahain bharna,
muhubat hogae ha ya karna cha rahe hu,
_________
Jo dil ke aine mai hu wohu ha pyar ke qabil,
warna deedar ke qabil tu har tasweer howa karti ha,
_________
yeh mat sochna ke trum chor do ge tu mar jaey ge,
Wo bhi jee rahe ha jin ko hum ne teri khatir chora tha,
_________
fikar e zindagi ne thore fasle bhara diye
sub yar sath hi the abhi kal ki bat ha….
________
bara shoq hai, na tujhe behas ka..!
Aa beth bata, wafa kya ha….???
